Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDan Singh
HomeDan Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ghum e dil kis se kahun koi bhi gamkhaar nahin hain sabhi gair yahan jakhm e dil ki yeh jalan kabil e izhaar nahin chubhta rahna hai yahan silsila toot gaya pyaar ke afsaanon kaa ho gaya khaak chaman tinke bikhara ke gayi woh ek pur julm hawa rah gaye ghum ke nishan ghum e dil kisse kahun koi bhi gamkhaar nahin hain sabhi gair yahan aaj ashqon mein bahe jaate hain toote sapne aur yeh daur e sitam kisse fariyad kare kaun sune dil ki zubaan hai yeh bedard jahaan ghum e dil kisse kahun koi bhi gamkhaar nahin hain sabhi gair yahan
gora gora mukhada ye tune kahan paya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai gora gora mukhada ye tune kahan paya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai amawas ki raat hai ye huyi kaise roshni nahin hai gagan mein chanda chhayi kaise chandani amawas ki raat hai ye huyi kaise roshni nahin hai gagan mein chanda chhayi kaise chandani huyi kaise roshni chhayi kaise chandani dheere dheere parda tune chehre se hataya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai chale aaye peene wale maikhanon ko chhod ke khade tere raste mein paimanon ko tod ke chale aaye peene wale maikhanon ko chhod ke khade tere raste mein paimanon ko tod ke maikhanon ko chhod ke paimanon ko tod ke badi badi ankhon se ye tune kya chalkaya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai gora gora mukhada ye tune kahan paya hai tu hai gori chor tune chaand ko churaya hai chaand ko churaya hai
mere humnasheen mere humnawaan mere paas aa mujhe thaam le mujhe thaam le mere humnasheen mere humnawaan tu chala hai mujhse bichhad ke yun jyon shikasta saaz se raagini jyon chali ho jism se door jaan jyon chali ho aankh se roshni mujhe de de baahon ka aasra mere paas aa mujhe thaam le mujhe thaam le mere humnasheen mere humnawaan yeh tera milan yeh tera karam hai mujhe hayaat se kam nahin tu hai saamne toh mere sanam mujhe maut ka bhi alam nahin ae bahaar e dil ae sukoon e jaan mere paas aa mujhe thaam le mujhe thaam le mere humnasheen mere humnawaan mere humnasheen mere humnawaan mere humnasheen mere humnawaan
pukaaro mujhe naam le kar pukaaro mujhe tumse apni khabar mil rahi hai pukaaro mujhe naam le kar pukaaro mujhe tumse apni khabar mil rahi hai kayi baar yun bhi hua hai safar mein achaanak se do ajnabi mil gaye hon kayi baar yun bhi hua hai safar mein achaanak se do ajnabi mil gaye hon jinhe roop pehchaanti ho ghazal se bhatakte bhatakte wohi mil gaye hon kunwaare labon ki kasam tod do tum zara muskara kar bahaare sanwaaron pukaaro mujhe naam le kar pukaaro mujhe tumse apni khabar mil rahi hai khayaalon mein tumne bhi dekhi to hongi kabhi mere khaabon ki dhundhali lakeeren khayaalon mein tumne bhi dekhi to hongi kabhi mere khaabon ki dhundhali lakeeren tumhaari hatheli se milti hain jaa kar mere haath ki ye adhuri lakeeren badi sar chadhi hai ye zulfen tumhaari ye zulfen mere baajuon mein utaaro pukaaro mujhe naam le kar pukaaro mujhe tumse apni khabar mil rahi hai
wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya ye na hota to koi dusra ghum hona tha main to wo hoon jise har haal mein bas rona tha muskrata bhi agar to chhalak jaati nazar apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya warna kya baat hai tu koi sitamgar to nahin tere seene mein bhi dil hai koi patthar to nahin tune dhaya hai sitam to yahi samjhenge hum apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya
zikra hota hai jab qayamat ka tere jalwon ki baat hoti hai tu jo chaahe to din nikalta hai tu jo chaahe to raat hoti hai tujhko dekha hai meri nazron ne teri taarif ho magar kaise ke bane ye nazar zubaan kaise ke bane ye zubaan nazar kaise na zubaan ko di
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghum E Dil Kis Se Kahun Bhool Na Jana (1965) 04:06 36029
 
Poster of Bhool Na Jana (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hariram
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 04:06   Song Number : 36029   

Gora Gora Mukhada Ye Tune Mukesh 03:23 32217
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 32217   

Mere Humnasheen Mere Humnawaan Bhool Na Jana (1965) 03:07 38067
 
Poster of Bhool Na Jana (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:07   Song Number : 38067   

Pukaro Mujhe Naam Lekar Pukaro Bhool Na Jana (1965) 03:04 15598
 
Poster of Bhool Na Jana (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Kumkum
Duration : 03:04   Song Number : 15598   

Wo Tere Pyaar Ka Ghum My Love (1970) 03:59 11988
 
Poster of My Love (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:59   Song Number : 11988   

Zikra Hota Hai Jab Qayamat Ka My Love (1970) 04:34 12030
 
Poster of My Love (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 04:34   Song Number : 12030   
Karaoke Songs of dan singh, Sad Songs of dan singh, Love Songs of dan singh, Dance Songs of dan singh, Hip-hop songs of dan singh, Best songs of dan singh, Super hit songs of dan singh, hit songs of dan singh, duet songs of dan singh, solo songs of dan singh, old songs of dan singh, famous songs of dan singh, Hindi Karaoke Songs of dan singh, Hindi Sad Songs of dan singh, Hindi Love Songs of dan singh, Hindi Dance Songs of dan singh, Hindi Hip-hop songs of dan singh, best Hindi songs of dan singh, super hit Hindi songs of dan singh, hit Hindi songs of dan singh, duet Hindi songs of dan singh, solo Hindi songs of dan singh, old Hindi songs of dan singh, famous Hindi songs of dan singh, Sing Along Songs of dan singh, Sing Along Sad Songs of dan singh, Sing Along Love Songs of dan singh, Sing Along Dance Songs of dan singh, Sing Along Hip-hop songs of dan singh, Sing Along Best songs of dan singh, Sing Along Super hit songs of dan singh, Sing Along hit songs of dan singh, Sing Along duet songs of dan singh, Sing Along solo songs of dan singh, Sing Along old songs of dan singh, Sing Along famous songs of dan singh